123 ...
  1. #1
    G u L's Avatar
    ~* UZ Designer *~
    May 2012
    Pakistan
    1,269

    please Khuwaab-E-Muhabbat.....:(

    ï·½
    اسلام علیکم

    Ye Design Main Nay (MY$T3R!OUZ) Bhai Ko Dedicate Kiya Hai, Inhon Nay Meray Last Design Main Mujhe Buhat Achay Tareekay Say Guide Kiya, Jis Pe Amal Karnay Ki Main Nay Puri Koshish Ki Hai......................

    Bahar-Kaif Kuch Deisgn Say Related Baaten...

    Iss Design Main Frame Ka Idea Imran Bhai Kay Design "Kamaal Aankhen" Say Liya Hai..
    Imran Bhai Ka Design Follow Karna Buhat Mushkil Tha Lakin Main Nay Apni Puri Koshish Ki Hai...
    Aur Ye Mera 2nd Apna Designed Frame Hai Jis Pe Buhat Mehnat Lagi Hai Har End Say.....


    Baaqi Deisgn Main Kuch Filters Aur Styles Ki Madad Li Hai........

    Umeed Hai Mere Ye Koshish Sab-Ko Achi Lagay Gi...


    Aur Plzzzz Plzzzz Apni Qeemti Raaye Aur Islaaah Say Zaroor Zaroor Nawaziye-Ga, Warnaaa Kattiii....

    MY$T3R!OUZ.. Bro This Iss 4 You....


    Sadaaaaaaaaaaaaaaa Khush Rahen..


    Re-Editttttt...

  2. #2
    Jun 2012
    47
    Wa alaikum salaam
    bhai jee buhut umdaa kaam
    frame work buhut aala kia hai aap ne
    lekin ek baat phr kahonga aap ko pehle bhi samjhaya hai itne bare size me design nhi banta kabhi
    jo size aap ne use kia hai woh size hum ghazal me bhi nhi use karte janab
    aap ne ek shair k liye use kia hai
    normal design shair ya qitta ka 800*1000 aur ghazal wagera ka 1000*1200 enough hai
    han agar aap ka frame work zyada hai ya poetry bari hai to phr aap size increase karen

  3. #3
    G u L's Avatar
    ~* UZ Designer *~
    May 2012
    Pakistan
    1,269
    Buhat Buhat Shukriyaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa Sir Jeeee, Pasandgi Kay Liyeeeeee...............

    2nd Jee Han Bhai JaaN Size To Bara Rakha Hai Main-Nay Frame Work Kay Liye, Main Nay Chota Kar-Kay Dykha Tha To Frame Work Sahi Show Nahen Ho-Raha Tha Issi Waja Say Bara Rakha Hai...............

    Khair Ustaaaaaaaaaad Jeeeeeeeee Aap-Nay Islaaaaaaaaaaah Kar Di Hai To IN-SHA-ALLAH Ainda Zarooor Khayaal Rakhun-Ga Size Ka..........
    Khush Rahen Sadaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa

    Wa alaikum salaam
    bhai jee buhut umdaa kaam
    frame work buhut aala kia hai aap ne
    lekin ek baat phr kahonga aap ko pehle bhi samjhaya hai itne bare size me design nhi banta kabhi
    jo size aap ne use kia hai woh size hum ghazal me bhi nhi use karte janab
    aap ne ek shair k liye use kia hai
    normal design shair ya qitta ka 800*1000 aur ghazal wagera ka 1000*1200 enough hai
    han agar aap ka frame work zyada hai ya poetry bari hai to phr aap size increase karen

  4. #4
    Pasha Shah's Avatar
    !! ~~ UZ Designer ~~ !!
    Sep 2012
    114
    bht piyraaaaaaa kaaaaaam brO jug jug jiyoooo

  5. #5
    Nov 2010
    Cervera, Cataluna, Spain, Spain
    6,419
    وعلیکم وسلام
    بہت خوب جنید بھائی۔ بہت پیارا کام کیا ہے آپ نے ۔ کافی اچھا لگا ہے مجھے یہ کام آپ کا ۔ میں ڈیپ بھائی کی بات کو سے اتفاق کروں گا۔
    باقی آپ کا فریم ورک بہت ہی پیارا لگا ہے آپ Ù†Û’ خود تیار کیا ہے جس پہ کافی Ù…Ø*نت بھی آئی ہو Ú¯ÛŒ اور آپ Ú©ÛŒ Ù…Ø*نت رنگ بھی لائی ہے۔
    آپ نے امیج میکسنگ بھی کافی اچھی کی ہے۔ ماشاءاللہ آپ کے کام میں کافی بہتری ہوتی جا رہی ہے۔ اللہ پاک آپ کو اور ہمت عطا فرمایئے۔
    ہمشہ خوش اور آباد رہیے۔

    ​




  6. #6
    Nayab's Avatar
    Senior Member
    Apr 2014
    67
    Nice.....

  7. #7
    G u L's Avatar
    ~* UZ Designer *~
    May 2012
    Pakistan
    1,269
    Buhat Buhat Shukriyaaaaaaaaaaaaa Sir Jeee, Bas Agar Aap Tareef Ki Jaga Mere Thori Islaaaaaaaaaah Kar Detay To Mujhe Aur Ziyada Khushi Hoti, Chalen Next Tym Zarooor Kijiye-Ga...............

    Khush Rahen Sadaaaaaaaaaaaaaaaaaaa

    bht piyraaaaaaa kaaaaaam brO jug jug jiyoooo

  8. #8
    G u L's Avatar
    ~* UZ Designer *~
    May 2012
    Pakistan
    1,269
    Ameeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeen Sir Jeeeeeeeeeeee Aur Buhat Buhat Buhat Shukriyaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa, Itni Hosla-Afzaaai Ka, Mujhe Bhi Mera Ye Kaam Acha Laga Lakin Pata Nahen Kyun Bilkul Perfect Nahen Lagta, Chalen Aap Ka Buhat Buhat Shukriyaaaaaaaaaaaaaaaa, Ab Aagay Aur Designers Islaaaaaaaaaaaah Karen-gay Tab Hi Pata Chalay-Ga Kya Khaami Hai.................

    Sadaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa Khush Rahen Aur Mujhe Sikhatay Rahen.... Ps Bhai................

    وعلیکم وسلام
    بہت خوب جنید بھائی۔ بہت پیارا کام کیا ہے آپ نے ۔ کافی اچھا لگا ہے مجھے یہ کام آپ کا ۔ میں ڈیپ بھائی کی بات کو سے اتفاق کروں گا۔
    باقی آپ کا فریم ورک بہت ہی پیارا لگا ہے آپ Ù†Û’ خود تیار کیا ہے جس پہ کافی Ù…Ø*نت بھی آئی ہو Ú¯ÛŒ اور آپ Ú©ÛŒ Ù…Ø*نت رنگ بھی لائی ہے۔
    آپ نے امیج میکسنگ بھی کافی اچھی کی ہے۔ ماشاءاللہ آپ کے کام میں کافی بہتری ہوتی جا رہی ہے۔ اللہ پاک آپ کو اور ہمت عطا فرمایئے۔
    ہمشہ خوش اور آباد رہیے۔


    - - - Updated - - -

    Shukriyaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa Jeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee

    Nice.....

  9. #9
    Nov 2010
    USA
    3,447
    AsSalam-o-Alikum,

    Sab se pehley tu aapka bohat shukriya Junaid k aap ne yeh design mujey dedicate kia bro. Yeh bhi dekh ker khushi hoye k aap ne meri baton ka positive reaction liya and aap ne apney es kaam se prove kiya k aap mai acha kaam kerney ki potential hey

    Jahan tak aap k kaam ki baat hey tu bro framework indeed aapney bohat payara kia hai. Really liked it. Image mixing, text, background sab hi bohat hi zaberdast hay and bohat hi acha kaam kia hai aapney bro.

    Aab agey yehi umeed hey aapse k aap apney kaam k mayyar ko barqarar rakhain gein Insh'Allah. Aur achey kaam ka intazar rahey ga.

    Once again Thanks bro & Good luck


    Ƭσʋт ƨα ɢαʏα нαι мɛяι cнαнαтσи κα ωαʝσσ∂

    Aαв κσι αcнα внι ℓαɢɛʏ тʋ нʋм ιʓнαя иαнι κɛятɛ

  10. #10
    Feb 2011
    Lahore, Pakistan
    1,070

    وعلیکم سلام
    بھائی بہت عمدہ فریم بنایا ہے۔ کلرز بھی اچھے لگے۔ بھائی ایک شعر کے لئے اتنا بڑا سائز نہیں ہونا چاہیے۔ آپ خود دیکھو، سب سے ضروری چیز ٹیکسٹ ہوتا ہے۔
    جو میں ہمیشہ آپ Ú©Ùˆ کہتا ہوں۔ اُس پہ Ù…Ø*نت کرنی ہے۔ آپ Ù†Û’ اس میں ساری Ù…Ø*نت فریم اور بیک گراؤنڈ پہ کر دی ہے۔ اور ٹیکسٹ چھوٹا سا رہنے دیا۔اگر آپ اتنی ہی Ù…Ø*نت ٹیکسٹ پر بھی کرو تو مزہ آئے گا۔کوشش کرو کہ شاعری Ú©Û’ Ø*ساب سے سائز رکھا کرو۔ مزید کام کا انتظار رہے گا۔ خوش رہو۔
    ..::::: View My Tutorials :::::..


    1- Tutorial for Image Mixing in Photoshop & Converting Text from Inpage to Photoshop [Click Here]
    2- Poetry Designing C-L-A-S-S-R-O-O-M [Click Here]
    3- Four Different Enhanced Text Effects For Urdu Poetry Designing Must See [Click Here]
    4- Easy & Quick Way to Make Round Frame In Photoshop [Click Here]
    5- Rapid Frame Making In Photoshop (Video Tutorial) [Click Here]
    6- Basic Photoshop Text Effect Simple and Easy (Video Tutorial) [Click Here]
    7- How to Make Frame Piece with any thing in Photoshop [Click Here]
    8- My Poetry Frame Pieces Collection [Click Here]
    9- My 6 Different Text Styles for Designers [Click Here]

 

 
123 ...

Thread Information

Users Browsing this Thread

There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

Bookmarks

  •