Hawa Jab geet gati hai Mere AAnsu Nhn Rukte
Tumhari Jab yaad AAti hai Mere aansu NHn Rukte

Main khush hota hun paani main baha ker kaghazi kashti
Magar jab doob jati hai mere aansu nhn rukte

Main din bhar khauf rswai ka kitna zabt kerta hun
Magar jab raat chati hai mere aansu nhn rukte.

Kabhi jab sard shamun main mere kamre ki tanhai
Tumhain wapas bulati hai mere aansu nhn rukte