thread: My Cow

  1. #1
    Jan 2012
    Karachi
    187

    neww My Cow


    ye meri gay he kal rat ko 10 baje hum leke aae hen Mandi se 42,000 ki aur 15,00 Gari wale ne Kiraya liya mandi se ghar tak ka lie aur jis camp me hum ne cow ko rakhwaya he wo hum se 24 ghante k 150 charge karega aur Qasai k Charges mila k ye cow hum ko Eid k din tak 50,000 ki par jaegi meri ye post persona section me he is lie khul k sab bata diya mene thnx allz

    King Regard: Zohaib Ur Rehman




  2. #2
    Mahn00r's Avatar
    !! ~~ VIP ~~ !!
    Dec 2010
    UAE
    5,273


    Maxoo Masha Allah ... Bht Bht Mubarak Ho ..

    But aap ne is Bail ko jo khana khialna hai us ka wazan or is k khanay ka kharcha to Likha he nahi

    or Jab Qurabni kerogay to Jo Ghosht niklay ga is main se wo b btana Plz we will wait...


    O our Lord! Cover (us) with Thy Forgiveness - me, my parents, and (all) Believers, on the Day that the Reckoning will be established!

  3. #3
    Jan 2012
    Karachi
    187


    Maxoo Masha Allah ... Bht Bht Mubarak Ho ..

    But aap ne is Bail ko jo khana khialna hai us ka wazan or is k khanay ka kharcha to Likha he nahi

    or Jab Qurabni kerogay to Jo Ghosht niklay ga is main se wo b btana Plz we will wait...

    Mahi han sure me sub mention karonga and sub Pakiheart k Users ko 2, 2 Kilo Gosht Bhejonga (Bager Haddi ka) omg so fikar not


  4. #4
    Nov 2010
    Cervera, Cataluna, Spain, Spain
    6,419
    MASHALLAH Qurbani Ka Janwar Bhot Payara Hai ALLAH Pak App Logo ki Qurbani Ko Apni Bargah May Qabool O Manzoor Farmaye ..

    Bhai JAan Mehngaye Ka Matlab Pakistan Ha ...

    ​




  5. #5
    Jan 2012
    Karachi
    187
    MASHALLAH Qurbani Ka Janwar Bhot Payara Hai ALLAH Pak App Logo ki Qurbani Ko Apni Bargah May Qabool O Manzoor Farmaye ..

    Bhai JAan Mehngaye Ka Matlab Pakistan Ha ...
    thnx
    HAn ye bhi he hum Pakistani hen Khushi ki bat bhi he lakin Ghum ki bat bhi he

    HAroon tum ne camel le liya Qurbani k lie :?


 

 

Thread Information

Users Browsing this Thread

There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

Tags for this Thread

Bookmarks

  •