Wese to aj kal Laptop ka Zamana he lakin Jin phir bhi kafi logo k pas Pentium 4 and Core 2 Due and Duel Core k PC hen CPU hen aur ye Dekha gaya he k CPU me sub se ziada fault Diplay ka hota he is ko Trace out karne k lie sub se
Easy way ye he k ap apne PC k Cell ko Nikal k PC start karen and 1 mint bad again Cell laga k Start karen 2nd chezz ye k ap Cmos ko clear karen Cmos Clear karne k lie apne PC k Mother Boarr me Dekhen to ap ko Cell k around Cell k Qareeb ek Red Color ka Jumper nazar aega wo Jumper Blue and Green bhi ho sakta he us Jumper ko ap ek bar Board se nikal den phir PC ko 1 mint k lie Start karen... aur Jumper laga k Again start karen to IN SHA ALLAH Display Ajaega...
agar phir bhi Display na aae to Ram/Processor/ ya Main Board ka masla ho sakta he baqi Fault ko Trace karna me next Thread me sikhaonga


King Regard: Zohaib Ur Rehman