thread: HUMSAFAR

  1. #1
    PSYCHOSIS Guest

    HUMSAFAR

    Na Who Farishta Ho Na Farishte Jaisa Ho
    Mujhe Talash Hai Uski Jo Mere Jaisa Ho

    Jo Khwaab Dene Ko Qadir Ho Meri Aankhon Ko
    Meri Mohabbat Ko Pehchan Sake Woh Aisa Ho

    Meri Khatir Marne Ka Hosla Bhi Rakhta Ho
    Koi Bhi Ho Kahi Bhi Ho Bas Aisa Ho

    Agar Kabhi Rooth Jaoon Mein Usse To
    Muskrake Manaye Woh Aisa Ho

    Jo Baat Kare To Woh Nibha Bhi Sake
    Iradon Mein Woh Apne, Chattanon Jaisa Ho

    Dukhon Mein Hansne Ka Hunar Janta Ho
    Ik Aisa Hamsafar Jo Samandar Ki Tarah Gehra Ho

    Us Ke Pyaar Ki Thandak Ho Mere Liye Aisi
    Ke Woh To Bilkul Aasman Ke Chand Jaisa Ho

    Woh Sirf Mera Ho, Jo Nigahon Mein Haya Rakhta Ho
    Umar Bhar Saath Chale Bus Humsafar Mera Aisa Ho

  2. #2
    Sahaili's Avatar
    Senior Member
    Dec 2010
    777


  3. #3
    Mahn00r's Avatar
    !! ~~ VIP ~~ !!
    Dec 2010
    UAE
    5,273
    Us Ke Pyaar Ki Thandak Ho Mere Liye Aisi
    Ke Woh To Bilkul Aasman Ke Chand Jaisa Ho

    awesome poetry ..
    thx for sharing ...

  4. #4
    PSYCHOSIS Guest
    Mahnoor Suno Aap K Liye Ok


    Na Main Chand Na Hon Na Main Parwana Hon,,,,,
    Main To Bas Tere Naam Ka Deewana Hon

 

 

Thread Information

Users Browsing this Thread

There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

Bookmarks

  •