... 891011
  1. #91
    Dec 2010
    SpAIN
    11,277

    flies


    Habib-e-Khuda


    Habib-e-Khuda ka nazaara karoon main
    Dil-o-jaan un par nisaara karoon main



    Teri kakshe pa yu savaara karoon main
    Ke palko se usko buhaara karoon main



    Mera din-o-iman farishte jo puche
    Tumhari hi janib ishaara karoon main



    Yeh ek jaan kiya hai agar ho karoron
    Tere naam par sab ko wara karoon main



    Tere naam par sar ko qurbaan karke
    Tere sar se sadqe utaara karoon main



    Main kiyu ghair ki thokre khane jao
    Tere dar se apna guzaara karoon main



    Dam-e-wapsi tak tere geet gau
    Mohammed(S.A.W.W) Mohammed(S.A.W.W)
    Mohammed(S.A.W.W) Mohammed(S.A.W.W)

    Mohammed(S.A.W.W) Pukara karoon main



    Tera zikr lab par Khuda dil ke andar
    Yuhi zindagani guzaara karoon main



    Khuda khair se laye wo din bhi Noori
    Madine ki galiya bulaara karoon main ..!!


    ———-//———-//———-//———-//———-//———-//———-
    ———-//———-//———
    Habib-e-Khuda-———//———-

    ———-//———-//———-//———-//———-//———-//———





    ​




  2. #92
    Dec 2010
    SpAIN
    11,277

    please



    Main Muddat

    Main muddat se is aas par jirahi hoon
    kabhi to sunega duaen wo meri
    kabhi to sunega sadaen wo meri



    Jo logon say sun sun kay nakhse hain khenche
    haqiqat may honge manazir wo kaise
    kabhi jake dekhon khud aankhon se apni
    main muddat se is aas par jirahi hon



    Khuda ne utara jishe asman se
    kiya nasb tha jisko Paighambaron ne
    ushi Hajre Aswad ka bosa me lelon
    main muddat se is aas par jirahi hon



    Mere samne ho wo Qabe ki cokhat
    wo rukne yahmani wo mizabe rehmat
    me sehne haram me karon jake sajde
    main muddat se is aas par jirahi hon



    Wo shehre haram wo Madine ki galiyan
    wo arafat ka din minah ki wo ratain
    Muyasar kabhi hon hame sare jalwe
    main muddat se is aas par jirahi hon



    Mere samne ho wo Gunbade khizran
    wo roze ki jaali wo jannath ka gosha
    kabhi chuom lon jake khake madina
    main muddat se is aas par jirahi hon



    Nehi hay bharosa koi zindegi ka
    ushi ko khabar hay wohi janta hay
    bulalega hamko wo marne se pehle
    bulalijiye mujhko marne se pehle



    main muddat se is aas par jirahi hon
    khuda kab bulalain mujhe apne ghar me
    main muddat se is aas par jirahi hoon...

    ———-//———-//———-//———-//———-//———-//———-
    ———-//———-//———Main Muddat -———//———-

    ———-//———-//———-//———-//———-//———-//———

    ​




  3. #93
    Dec 2010
    SpAIN
    11,277

    sf




    Ab Meri Nigahon Mein

    Ab meri Nigahon mein to jajta nahein koee
    Jaise meri Sarkaar he aisa nahein koee



    Tum sa to husin aankh ne dekha nahein koee
    Ye shaane latafat he ke sayaa nahein koee



    Ay zarfe nazar dekh maghar dekh adab se
    Sarkaar ka jalwoh he tamashaa nahein koee



    Ye toor se kehtie he abhi tak shabbe Meraj
    Didaar ki taakat ho to parda nahein koee



    I?zaaz ye haasil he to haasil he zameen ko
    Aflaak pe to Ghumbade Khazra nahein koee



    Hota he jahan Zikre Muhammad ke karam ka
    Is Bazm me mehroome tamanna nahein koee



    Sarkaar ki rahmat ne maghar koob nawaaza
    Ye sach he ke Khalid sa nikama nahein koee

    ———-//———-//———-//———-//———-//———-//———-
    ———-//———-//———
    Ab Meri Nigahon Mein-———//———-


    ———-//———-//———-//———-//———-//———-//———

    ​




  4. #94
    Dec 2010
    SpAIN
    11,277

    sf



    Kaaliya Zulfa Walaa

    Kaaliya Zulfa walaa dukee dilla da sahara
    kassam Huda dee maynoo sab naloo pyaara



    dassa kee may Mustafa kee kiddee sohnee shaan hay
    Aap dee thareef wich sara hee Quran hay
    Par kay thoo Vayk jera marzee sapara
    Kassam huda dee maynoo sab naloo pyaara



    Eda Sona Nabi koi dunya thay aya nai
    Yaar eho jayaa koi Rabb nay banaya nai
    Deed maray Nabi dee ay Rab da nazara
    Kassam Huda dee maynoo sab naloo pyaara



    Kar kay ishara Sohna suraj no morda
    Aapay chan thorda thay aapay chan jorda
    Bigery banaway meray Nabi da ishara
    Kassam huda dee maynoo sab naloo pyaara



    Daynday nay gawahee zarray zarray koh-e-Toor day
    Daykhday naseeba waalay jalway Huzoor day
    Amina da chan thay Haleema da dulaara
    Kassam Huda dee maynoo sab naloo pyaara



    Kayndee ay Haleema mukh vaykh Lajpaal daa
    Lab kay layaava kitho sohna theray naal da
    Chowdvee da chan thay arsha tha taara
    Kassam Huda dee maynoo sab naloo pyaara



    Kaaliya Zulfa walaa dukee dilla da sahara
    kassam Huda dee maynoo sab naloo pyaara ..!!

    ———-//———-//———-//———-//———-//———-//———-
    ———-//———-//———Kaaliya Zulfa Walaa-———//———-


    ———-//———-//———-//———-//———-//———-//———

    ​




  5. #95
    Anjani's Avatar
    Star Member
    Jan 2011
    3,766
    Aaqa Ka Milad Aaya




    Ya RasoolAllah Ya HabibAllah
    Salla Alaika Ya RasoolAllah
    Wassallam Alaika Ya HabibAllah
    Ahlaon Wa Sahlan Marhaba Ya RasoolAllah


    Charoon Taraf Noor Chahya Aaqa Ka Milad Aaya
    Khushiyon Ka Pegham Laya Aaqa Ka Milad Aaya



    Shams-O-Qamar Aur Taaray Kyun Na Ho Khush Aaj Saaray
    Unse Hee Tou Noor Paaya Aaqa Ka Milad Aaya


    Khushiyan Manatay Hain Wohi Dhoomein Machatay Hain Wohi
    Jinn Per Hua Unka Saaya Aaqa Ka Milad Aaya


    Hai Shaad Har Ek Musalmaan Karta Hai Ghar Ghar Charaghaan
    Galiyun Ko Bhi Jagmagaya Aaqa Ka Milad Aaya


    Mukhtar-e-Kul Maanay Jou Unhe Noori Bashar Jaanay Jou Unhe
    Na’ara Ussi Ne Lagaya Aaqa Ka Milad Aaya


    Jou Aaj Mehfil Mein Aaye Mun Ki Muradein Woh Paaye
    Sab Par Karam Ho Khudaya Aaqa Ka Milad Aaya


    Ghous Ul Wara Aur Data Ne Mere Raza Aur Khuwaja Ne
    Sab Ne Hee Din Ye Manaya Aaqa Ka Milad Aaya


    Na’at-e-Nabi Tum Sunao Ishq-e-Nabi Ko Barhao
    Hum Ko Raza Ne Sikhaya Aaqa Ka Milad Aaya


    Jiss Ko Shajar Jaantay Hain Kehna Hajar Maantay Hain
    Aisa Nabi Hum Ne Paaya Aaqa Ka Milad Aaya



    Dil Jagmaganay Lagay Hain Sab Muskaranay Lagay Hain
    Ik Kaif Sa Aaj Chahya Aaqa Ka Milad Aaya



    Kar Ae Ubaid Unki Midhat Tujh Per Khuda Ki Ho Rehmat
    Tu Ne Muqqadar Ye Paaya Aaqa Ka Milad Aaya




  6. #96
    Anjani's Avatar
    Star Member
    Jan 2011
    3,766
    Aye Mere Mola MolaMola Mola



    Apna Haram dikha de Dono jahan ke Malik
    Kismat Meri Jaga De Dono Jahan Ke Malik

    Aye Mere Mola Mola Mola Mola
    Aey Mere Mola Mola Mola Mola




    Barson se Arzoo Hai -Taiba Ki Arzoo Hai
    Ek Baar hi Dikha DE Har Saal hi Dikha de Dono Jahan Ke Malim

    Aye Mere Mola Mola Mola Mola
    Aey Mere Mola Mola Mola Mola




    Ishq-eNabi ki Khusboo Karya-e-Jaan Main Rkha De
    Ulfat Main Dil Basa De- Dono Jahan ke Malik

    Aye Mere Mola Mola Mola Mola
    Aey Mere Mola Mola Mola Mola




    Duniya o Akhirat ke Har Gham se Tu Bari Hai
    Mujda Mujhe Suna De Dono Jahan ke Malik

    Aye Mere Mola Mola Mola Mola
    Aey Mere Mola Mola Mola Mola




    Duniya ke Har Sitam se Uqba ke Har Alam se
    Daman Mera Chupa de Dono Jahan ke Malik

    Aye Mere Mola Mola Mola Mola
    Aey Mere Mola Mola Mola Mola


    Baitha Nabi ke Dar Jiss Dam ko Yeh Gada Hai
    Uss Dam isse Pana de Dono Jahan ke Malik

    Aye Mere Mola Mola Mola Mola
    Aey Mere Mola Mola Mola Mola



  7. #97
    Dec 2010
    SpAIN
    11,277

    flies

    ​

    Sohna Aaya


    Waadi Waadi Basti Basti Deewano ka Naara
    Sohna Aaya Te Sajde ne Galiyan Bazaar
    Saani na Koi Mere Sohne Nabi Lajpaal Da
    Lab ke liyawan kithon Sohna Tere Naal Da
    Sohna Aaya Te Sajde ne Galiyan Bazaar
    Sohna Aaya Te Sajde ne Galiyan Bazaar
    Sohna Aaya Te Sajde ne Galiyan Bazaar
    Sohna Aaya Te Sajde ne Galiyan Bazaar



    Shaana'an Odhiyan Uchiyan Te Rutba Kamaal Da
    Lab ke Lia'awaan Kithon Sohna Tere Naal Da
    Sohna Aaya Te Sajde ne Galiyan Bazaar
    Sohna Aaya Te Sajde ne Galiyan Bazaar



    Kiun Na Sohne Diyan Sifta'an karan Main
    Dam Dam Odha Kiun na Zikar Karan Main
    Rab Ne Banaya Odha Rutba Kalam Da
    Lab ke Lia'awaan Kithon Sohna Tere Naal Da
    Sohna Aaya Te Sajde ne Galiyan Bazaar
    Sohna Aaya Te Sajde ne Galiyan Bazaar



    Sarkar ki Amad Marhaba Dildar Ki Amad Marhaba
    Aaqa ki Amad Marhaba, Data ki Amad Marhaba
    Sohne ki Amad Marhaba Pyaare ki Amad Marhaba
    Dildar ki Amad Marhaba Manthar ki Amad Marhaba
    Sab Jhoom Jhoom Kar Marhaba Lab Choom Choom ke Marhaba
    Pyaare ki Amad Marhaba Dildar ki Amad Marhaba
    Jaanan ki Amad Marhaba Zeeshan ki Amad Marhaba
    Sab Jhoom Jhoom Kar Marhaba Lab Choom Choom ke Marhaba
    Sohne ki Amad Marhaba Dildar ki Amad Marhab
    Sohna Aaya Te Sajde ne Galiyan Bazaar
    Sohna Aaya Te Sajde ne Galiyan Bazaar



    Mera Te Emaan Ae Tussi Mere Kool Ho
    Aap Hi Rabb De Akhri Rasool Ho
    Rabb Ne banarya Nahi Koi Tere Naal Da
    Main Lab ke Lia'awan Kithon Sohna Tere Naal Da
    Sohna Aaya Te Sajde ne Galiyan Bazaar
    Sohna Aaya Te Sajde ne Galiyan Bazaar



    Aida Sohna Nabi Koi Duniya Te Aaya Nahi
    Yaar Aiho Jaya Koi Rabb Ne Banaya Nahi
    Deed Mere Nabi Di Ae Rabb Da Nazaara
    Sohna Aaya Te Sajde ne Galiyan Bazaar
    Sohna Aaya Te Sajde ne Galiyan Bazaar



    Kar Ke Ishara Sohna Suraj Non Morda
    Aape Chan Torda Te Aape Chan Jorda
    Bigri Banawe Mere mere Nabi Da Ishaara
    Sohna Aaya Te Sajde ne Galiyan Bazaar
    Sohna Aaya Te Sajde ne Galiyan Bazaar



    Dainde Ne Gawahi Zarre Zarre Kohe Toor De
    Wekhde Naseeba'an Wale Jalwe Huzoor De
    Chaudwin da Chan Te Arshaan Da Taara
    Sohna Aaya Te Sajde ne Galiyan Bazaar
    Sohna Aaya Te Sajde ne Galiyan Bazaar



    Kehndi Ae Haleema Mukh Wekh Lajpaal De
    Kehndi Ae Haleema Mukh Wekh Lajpaal De
    Main Lab ke Lia'awan Kithon Sohna Tere Naal Da
    Main Lab ke Lia'awan Kithon Sohna Tere Naal Da
    Sohna Aaya Te Sajde ne Galiyan Bazaar
    Sohna Aaya Te Sajde ne Galiyan Bazaar



    Noori Noori Chehra Te Zulfa'an Ne Kaliyan
    Sohna Uchcha Seena Te Akhiyan Ne pyaariyan
    Shaana'an Odhiyan Uchiyan Te Rutba Kamal Da
    Lab ke Lia'awan Kithon Sohna Tere Naal Da
    Sohna Aaya Te Sajde ne Galiyan Bazaar
    Sohna Aaya Te Sajde ne Galiyan Bazaar



    Sarkar ki Amad Marhaba Dildar Ki Amad Marhaba
    Aaqa ki Amad Marhaba, Data ki Amad Marhaba
    Sohne ki Amad Marhaba Pyaare ki Amad Marhaba
    Dildar ki Amad Marhaba Manthar ki Amad Marhaba
    Sab Jhoom Jhoom Kar Marhaba Lab Choom Choom ke Marhaba
    Pyaare ki Amad Marhaba Dildar ki Amad Marhaba
    Jaanan ki Amad Marhaba Zeeshan ki Amad Marhaba
    Sab Jhoom Jhoom Kar Marhaba Lab Choom Choom ke Marhaba
    Sohne ki Amad Marhaba Dildar ki Amad Marhab
    Sohna Aaya Te Sajde ne Galiyan Bazaar
    Sohna Aaya Te Sajde ne Galiyan Bazaar ..!!
    ———-//———-//———-//———-//———-//———-//———-
    ———-//———-//———Sohna Aaya-———//———-
    ———-//———-//———-//———-//———-//———-//———

    ​




  8. #98
    Anjani's Avatar
    Star Member
    Jan 2011
    3,766
    Kuch Nahin Mangta Shahon Se Yeh Shaida Tera




    Kuch Nahin Mangta Shahon Se Yeh Shaida Tera
    Iski Daulat Hai Faqat, Naqshe Kafey Pa Tera Kuch Nahin




    Purey Qad Se Mayn Khara Hun, To Yeh Tera Hai Karam
    Mujh Ko Jhuk Ne Nahin Dayta Yeh Sahara Tera Kuch Nahin




    Log Kehte Hain Ke Saya Tere Pekar Ka Na Tha
    Mayn To Kehta Hun, Jahan Bhar Pe Hai Saya Tera Kuch Nahin


    Dastagiri Meri Tanhai Ki Tune Hi To Ki
    Mayn To Mar Jata Agar Saath Na Hota Tera Kuch Nahin




    Tu Bashar Bhi Hai Magar Fakhrey Bashar Bhi To Hai
    Mujh Ko To Yaad Hai Bas Itna Sarapa Tera Kuch Nahin




    Meri Ankhon Se Jo Dhundhe Tujhe Har Su Dekhein
    Sirf Khilwat Mein Jo Kar Te Hain Nazara Tera Kuch Nahin




    Ek Baar Aur Bhi, Batoha Se Falastin Mein Aa
    Rasta Dekhti Hai Masjide Aqsa Tera Kuch Nahin



  9. #99
    Dec 2010
    SpAIN
    11,277

    sf


    Darbaar-e- Mustafa

    Rahmat Ka dar khula hai, Darbaar-e- Mustafa Mein
    Bin Maange mil raha hai, Darbaar-e- Mustafa Mein



    Un par darood Har dam, Un Par Salaam Har dam
    Har eik par raha hai, Darbaar-e- Mustafa Mein



    Rahmat Ka dar khula hai, Darbaar-e- Mustafa Mein
    Bin Maange mil raha hai, Darbaar-e- Mustafa Mein



    Asoon jo beh rahain hain, Sub haal keh rahain hain
    Lab kaun koltha hai, Darbaar-e- Mustafa Mein



    Rahmat Ka dar khula hai, Darbaar-e- Mustafa Mein
    Bin Maange mil raha hai, Darbaar-e- Mustafa Mein



    Seenay pe haath rakh kar, Mein Dil ko dundtha hoon
    Dil mujko dundtha hai, Darbaar-e- Mustafa Mein



    Rahmat Ka dar khula hai, Darbaar-e- Mustafa Mein
    Bin Maange mil raha hai, Darbaar-e- Mustafa Mein



    Mein Naath par raha tha, Sarkaar Suun rahe thay
    Ye Raaz ab khula hai, Darbaar-e- Mustafa Mein



    Rahmat Ka dar khula hai, Darbaar-e- Mustafa Mein
    Bin Maange mil raha hai, Darbaar-e- Mustafa Mein



    Adaab ka takaaza, jumbish na ho badan mein
    Dil wajd karaha hai, Darbaar-e- Mustafa Mein



    Rahmat Ka dar khula hai, Darbaar-e- Mustafa Mein
    Bin Maange mil raha hai, Darbaar-e- Mustafa Mein



    Khushboo Adeeb teri, Naathon mein arahi hai
    Ik baar kya gaya hai, Darbaar-e- Mustafa Mein



    Rahmat Ka dar khula hai, Darbaar-e- Mustafa Mein
    Bin Maange mil raha hai, Darbaar-e- Mustafa Mein ..!!

    ———-//———-//———-//———-//———-//———-//———-
    ———-//———-//———Darbaar-e- Mustafa-———//———-
    ———-//———-//———-//———-//———-//———-//———

    ​




  10. #100
    Dec 2010
    SpAIN
    11,277

    flies

    ​

    Mein Lajpalan Day Larr Laggiyan


    Mein Lajpalan Day Larr Laggiyan Meray Tor Gham Parray Rehnday
    Meri Aasaah Umeedan Day Sada Bootay Harray Rehnday




    Hayal Yaar Vich Mein Mast Rehnday Haa Dine Raatein
    Meray Dil Vich Sajan Vasday Meray Deeday Teray Rehnday



    Dua Mangiyah Karo Sanghiyoh Kithe Murshid Na Russ Jaavay
    Jinhaah Dey Peer Russ JaandayJeyondiyan Vi Marray Rehnday



    Kaddi Vi Laurr Nieh Paendhi Meenoh Dar Darr Te Jaavan Di
    Mein Lajpaalan Da Manghtha Haa Meray Pale Barrey Rehnday



    Aieha Paendda Ishq Da Aahir Te Turrnay Naal Mukna Ae
    Ava Manzal Nuhnieh Pa Sakdey Jeehray Baittay Gharreh Rehnday



    Niyaazi Meinuh Gham Kaa Huda Meri Nisbaat Hai Lasaani
    Kissey De Rehn Jo Bin Je Kism Rab Tay Tarrey Rehnday ..!!

    ———-//———-//———-//———-//———-//———-//———-
    ———-//———-//———Mein Lajpalan Day Larr Laggiyan-———//———-
    ———-//———-//———-//———-//———-//———-//———

    ​




 

 
... 891011

Thread Information

Users Browsing this Thread

There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

Bookmarks

  •