Dusri Shab-e-Qadar
Mah Mubarak Ki 23 Shab ko 4 Rakaat Nimaaz Do Salam Se Parhein,Her Rakaat Mein Baad Surah Fateha k Surah Qadar Aik , Aik Baar Surah Akhlas 3,3 Martba parhein
Insha Allah Tala Waste magfirat k yeh Nimaz bohat afzal hai
23 Shab Qadar Ko 8 rakaat nimaz 4 salam se parhni hai.
Her rakaat mein baad surah fateha l baad Surah Qadaar aik aik dafa surah akhlaas aik aik bar Parhein
Aur Baad Salaam k 70 Martba kalima tamjeed parhein Aur Allah Tala se apnay gunahon ki bakhsheesh talab karein
Allah Tala us k gunnah muwaf farma ker magfirat farmaye ga
23 Shab-e- Ko Surah Yaseen Aik martba Surah Rahman Aik Dafa parhni afzal hai ..!!
Bookmarks