29 Shab-e-Qadar ko
4 Rakaat namaz do salam se parhein her rakaat mein baad surah fateha k surah qadar aik aik baar surah AKhlas teen teen martba parhein baad salam k surah nashrah satar(70) martba parhein
Yeh namaz wasta kamil aimaan k bohat afzal hai
Insha Allah Tubarak o tala is nimaz k parhnayw laayt ko dunya se mukamal aimaan ks ath uthaye ga
Aizan Mah-e-Ramdan ki 29 Shab ko 4 raakat namaz 2 salam se parhein her rakaat mein baad surah fateha k surah qadar aik aik baar surah akhlas 5,5 martba parhein
Baad salam k darood shareef aik soo martba parhein
Insha Allah is namaaz k parhnay walay ko darbar-e-Khudawandi se bakhsheesh magfirat ata ki jaye gi
Wazaif
Mah--e-Ramdan ul mubarak ki 29 shab ko 7 martba surah Waqiya parhein insha Allah taraqi rizq k liye bohat afzal hai
Mah-e-Ramdan ki kis shab main baad namaz -e-isha 7 martba surah Qadar parhni bohat afzal hai
insha Allah tala is k parhnay se her museebt se nijat hasil ho gi ..!1
Bookmarks