12
  1. #1
    G u L's Avatar
    ~* UZ Designer *~
    May 2012
    Pakistan
    1,269

    hnew Ja Raha Tha.......:(

    Assalam-0-Alaikum...............

    Ye Design Kuch Arsay Pehlay Design Kiya Tha, Lakin Haroon,Imran Aur Deepless Bhai Ki Islah Pe Is Design Kay Text Pe Shuru Say Kaam Kiya, Imran Bhai Kay Tutorial Say Bhi Help Li, Aur Kuch Changes Kay Saath Paesh Kar Raha Hun.........

    Apni Islaah Say Nawaziye-Ga...........

    Khush Rahen...........

    ............................................................

    Ye Aur Khaas Cheez Jo Aaj Main-Nay Note Ki Hai Bhai

    Agar Forum Link Share Karun To Pic Quality Aur Effects Kaafi Kharab Aa-rahay Hain.......

    Aur Direct Link Share Karun To Buhat Behtar Nazar Aa-Raha Hai..

    Aap Khud Dykh Lyen Main Dono Link Share Kar Raha Hun, Aur Mujhe Solution Bhi Is-Ka Bata Dyen...

    Shukriyaaaaaaaaaaaa..

    Forum Link...

    ..............................................................
    Full View
    http://imagizer.imageshack.us/a/img841/576/zujt.png

  2. #2
    Nov 2010
    USA
    3,447
    Zaberdast work janab ... Ghazal bohat achi lagi and of course aapka kaam b bohat acha hai. Yeh frame work aapney khud kia hai ??

    Nice one bro.

    Ƭσʋт ƨα ɢαʏα нαι мɛяι cнαнαтσи κα ωαʝσσ∂

    Aαв κσι αcнα внι ℓαɢɛʏ тʋ нʋм ιʓнαя иαнι κɛятɛ

  3. #3
    G u L's Avatar
    ~* UZ Designer *~
    May 2012
    Pakistan
    1,269
    Sarahnay Ka Buhat Buhat Shukriyaaaaaaaaaaaaa Sir, Main Itna Bara Designer To Nahen Hun Kay Aisa Frame-Work Bana Sakun, Han Vectors Aur Khud Kaafi Mehnat Kay Baad Ye Bana Hai...............

    Is-Ki Direct Link Share Ki Hai, Ab Chk Karen, Original Look Hai Design Ki..........

    Shukriyaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa

  4. #4

    Jii bhai jaan actually humney forum per image re-sizer enable kia howa tha jo khuch es tarah se kaam kerta tha k aap ka image aik chotey size mai show kerta tha but top per original image ki width & length ki stripe thi jab us per click kertey tu new window mai aapka image show ho jata tha .. plus agar aap like ya thanks per click kertey hain tu image essi window mai actual size mai open ho jata hai unless k image regular size se bhi bara ho. aab image re-sizer ko disable ker k aap apna sigi hi dekh ley MashAllah se kitna bara hai

    Anyways u can always put hosting links, but keep in mind k har web site safe b nai hoti hai n sometimes people do get viruses as well from 3rd party links es ka matlab yeh nai k mai aapko mana ker raha houn ya koi aur reason b nahi hai yeh just as a info keh diya.

    Mujey already aaj request aye thi k image re-sizer ko disable ker dein by @Deepless_Eyes tu woh mainey disable ker diya hai and aab aap ka image forum per hi actual allowed limits mai show hoga. Aap essi page ko refresh ker k dekh saktey hain ya yeh link dekh ley.

    http://www.urduzouq.com/threads/1918...8C%D8%B1%DB%8C

    Umeed hai k aapko meri koi baat buri nai lagi ho gei yeh sab sirf information k tour per share kia hai

    Ƭσʋт ƨα ɢαʏα нαι мɛяι cнαнαтσи κα ωαʝσσ∂

    Aαв κσι αcнα внι ℓαɢɛʏ тʋ нʋм ιʓнαя иαнι κɛятɛ

  5. #5
    Nov 2010
    USA
    3,447
    One addition yeh k jab aap k link per click karain tu us per bhi pehley image re-sized hi atta hai phir aap us per click karain tu tab full size mai show hota hai jo k page per pura show b nai hota cux size kafi bara hai. Anyways takleef k liye mazhrat.

    Ƭσʋт ƨα ɢαʏα нαι мɛяι cнαнαтσи κα ωαʝσσ∂

    Aαв κσι αcнα внι ℓαɢɛʏ тʋ нʋм ιʓнαя иαнι κɛятɛ

  6. #6
    Feb 2011
    Lahore, Pakistan
    1,070
    وعلیکم سلام
    بھائی بہت اچھا کام۔
    شاعری لمبی ہے اسلئے ٹیکسٹ کو ابھارنا کافی مشکل کام ہوتا ہے۔
    وہ بھی ایسے بیک گراؤنڈ پہ جس میں کلر فل کام ہو۔
    کوشش کریں کہ لمبی شاعری ہو تو زیادہ رنگین یا تصوریوں والا بیگ گراؤنڈ نہ ہو اور سمپل سا ہو۔تا کہ ٹیکسٹ نُمایاں ہو جائے۔
    خوش رہو۔
    ..::::: View My Tutorials :::::..

    1- Tutorial for Image Mixing in Photoshop & Converting Text from Inpage to Photoshop [Click Here]
    2- Poetry Designing C-L-A-S-S-R-O-O-M [Click Here]
    3- Four Different Enhanced Text Effects For Urdu Poetry Designing Must See [Click Here]
    4- Easy & Quick Way to Make Round Frame In Photoshop [Click Here]
    5- Rapid Frame Making In Photoshop (Video Tutorial) [Click Here]
    6- Basic Photoshop Text Effect Simple and Easy (Video Tutorial) [Click Here]
    7- How to Make Frame Piece with any thing in Photoshop [Click Here]
    8- My Poetry Frame Pieces Collection [Click Here]
    9- My 6 Different Text Styles for Designers [Click Here]

  7. #7
    G u L's Avatar
    ~* UZ Designer *~
    May 2012
    Pakistan
    1,269
    Wow Bhai Jaan Itni Detail Main Samjhanay Ka Buhat Buhat Shukriyaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa, Main Samajh Gya Hun Achay Say Ab,,,,,,,,.......

    Ainda Main 3rd Party Link Use Nahen Karun-Ga Bal-Kay Direct Post Karun-Ga Full Image Forum Pe ..........

    Thanksssssssssssss Brooooooooooo Thank You very Much............

    Jii bhai jaan actually humney forum per image re-sizer enable kia howa tha jo khuch es tarah se kaam kerta tha k aap ka image aik chotey size mai show kerta tha but top per original image ki width & length ki stripe thi jab us per click kertey tu new window mai aapka image show ho jata tha .. plus agar aap like ya thanks per click kertey hain tu image essi window mai actual size mai open ho jata hai unless k image regular size se bhi bara ho. aab image re-sizer ko disable ker k aap apna sigi hi dekh ley MashAllah se kitna bara hai

    Anyways u can always put hosting links, but keep in mind k har web site safe b nai hoti hai n sometimes people do get viruses as well from 3rd party links es ka matlab yeh nai k mai aapko mana ker raha houn ya koi aur reason b nahi hai yeh just as a info keh diya.

    Mujey already aaj request aye thi k image re-sizer ko disable ker dein by @Deepless_Eyes tu woh mainey disable ker diya hai and aab aap ka image forum per hi actual allowed limits mai show hoga. Aap essi page ko refresh ker k dekh saktey hain ya yeh link dekh ley.

    http://www.urduzouq.com/threads/1918...8C%D8%B1%DB%8C

    Umeed hai k aapko meri koi baat buri nai lagi ho gei yeh sab sirf information k tour per share kia hai

  8. #8
    Jun 2012
    47
    Wa alaikum salaam
    buhut hi umdaa aur khoobsurat kaam kia hai aap ne
    aur buhut achi koshish ki hai aap ne
    baqi aap ko imran bhai ne points bata diye hain
    inpage setting bhi thori si aap ne change ki hai jis ki wajah se text chorae me dikh raha hai

  9. #9
    Jun 2012
    47

    Jii bhai jaan actually humney forum per image re-sizer enable kia howa tha jo khuch es tarah se kaam kerta tha k aap ka image aik chotey size mai show kerta tha but top per original image ki width & length ki stripe thi jab us per click kertey tu new window mai aapka image show ho jata tha .. plus agar aap like ya thanks per click kertey hain tu image essi window mai actual size mai open ho jata hai unless k image regular size se bhi bara ho. aab image re-sizer ko disable ker k aap apna sigi hi dekh ley MashAllah se kitna bara hai

    Anyways u can always put hosting links, but keep in mind k har web site safe b nai hoti hai n sometimes people do get viruses as well from 3rd party links es ka matlab yeh nai k mai aapko mana ker raha houn ya koi aur reason b nahi hai yeh just as a info keh diya.

    Mujey already aaj request aye thi k image re-sizer ko disable ker dein by @Deepless_Eyes tu woh mainey disable ker diya hai and aab aap ka image forum per hi actual allowed limits mai show hoga. Aap essi page ko refresh ker k dekh saktey hain ya yeh link dekh ley.

    http://www.urduzouq.com/threads/1918...8C%D8%B1%DB%8C

    Umeed hai k aapko meri koi baat buri nai lagi ho gei yeh sab sirf information k tour per share kia hai
    bhai 3rd party link se aisa koi issue nahi hota agar aap is cheez se bachna chahte hain to aap khud apne forum par gallery provide kar sakte hain designers ko dragonbyte walon ki gallery hai woh aap chahen to apne forum par install kar len is se yeh hoga k har design usi gallery me image upload kar ke yahan direct post kar dega aur forum ka data forum par hi barqarar rahega...
    imagehostings par kuch arse baad images del kardi jati hain jis se forum ka data zaya hojata hai to yeh is ka behter hal hai...

    rahi baat sigi k size ki to woh aap har usergoup me size limit rakh sakte hai sigi ki yeh karlen jis se sigi woh us size se zyada bari nhi laga sakte..

  10. #10
    Jun 2012
    47
    Wow Bhai Jaan Itni Detail Main Samjhanay Ka Buhat Buhat Shukriyaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa, Main Samajh Gya Hun Achay Say Ab,,,,,,,,.......

    Ainda Main 3rd Party Link Use Nahen Karun-Ga Bal-Kay Direct Post Karun-Ga Full Image Forum Pe ..........

    Thanksssssssssssss Brooooooooooo Thank You very Much............
    3rd party link me aap koshish karen chand sites hain jo kafi famous hain image hosting k hawale se unko hi use karlen jaise abhi aap ne imagshack ka link dia is k ilawa photobucket hai aur deviantart hai yeh best hain sab se...

12

Thread Information

Users Browsing this Thread

There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

Tags for this Thread

Bookmarks

  •