Jis pal teri yad na ho,
Wo pal to main nay jiya hi nahi,
Jis waqt mn teri talab na ho,
Us wat ka ehsas to main nay kia hi nahi,
Jis zakham mn tera dard na ho,
Wo zakham to main nay saha hi nahi,
0r jo shakhs tme mjhse ziyada pyar kery,
Us shakhs ne to janam lia hi nahi...!!!
Bookmarks