1. #1
    humaira's Avatar
    Senior Member
    Nov 2010
    Baltimore, Maryland, United States
    153

    mujhe kuch aur kehna tha

    Wo sunta to main kehta,mujhe kuch aur kehna tha,
    wo pal bhar ko jo ruk jata,mujhe kuch aur kehna tha.
    kamai zindagi bhar ki,usi k naam to kar di,
    mujhe kuch aur karna tha,mujhe kuch aur kehna tha.
    kahan us ne suni meri,suni b un-suni kar di,
    ...usay maloom tha itna,mujhe kuch aur kehna tha.
    meray dil main jo dar aya,koi mujh main b dar aya,
    waheen ik rabta toota,mujhe kuch aur kehna tha.
    rawan tha piyar NUS NUS main,bohat qurbat thi apis main,
    usay kuch aur sun-ana tha,mujhe kuch aur kehna tha.
    ghalat fehmi ne baton ko barha dala younhi warna,
    kaha kuch tha,wo kuch samjha,mujhe kuch aur kehna tha"Y

  2. #2
    Nov 2010
    Chand
    1,074
    Wahhh nice...
    sometimes a small thing can increase lots of misunderstandings!

  3. #3
    Sahaili's Avatar
    Senior Member
    Dec 2010
    777


  4. #4
    Dec 2010
    SpAIN
    11,277

    sad

    wahhhh nyshhhh kia baatt hai......zalim ne un-suni kar de ufff sun tu leta....1 moqa tu dia hoota kam sy kam

 

 

Thread Information

Users Browsing this Thread

There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

Bookmarks

  •