Baahon main teri ajj bikhar janay do
Mehki saanso main mujhe utar janay do
Raat tanha or sard mosam hai

ajj apni saanson main mehak janay do
Shoq nazrOn ko sharam aati hai

Thartharatay lab ko lab se sil janay do
Bikhra huye gaisuu bikhra hua kajal hai

Ajj rooh ko rooh main samaa janay do
Raat thori aarman dil main baqi hain
Ajj bahOn main hi teri ko kat janay do