Hazrat Ali (R.A) sey ek shakhs ne pocha main boht koshsh karta hun Namaz-e-Fajr parhun magr uth nhi pata?
Hazrt Ali (R.A) ne frmaya:
Ye nend ki waja se nahi balky tum sary din jo gunah karty ho wo tumhari gardanon me toq, hathon me hathkari or paon me beri ban kar tumhay uthnay nahi dety.
(Toba kr k soya kro)
Bookmarks