(1)
Likh Dene ya misra Meri Sang-e-Lahad Par Galib
K mout Achi ha Magar Dil ka lagana Acha nahi!
(2)
Main tu bik Jaon teray naam Pay mout ki tarha wasi!
tu kabi kharidar tu ban k aa zindagi k Bazar main!
(3)
Har baar wo kiyun mujhay chhor jata hai tanha
Main mazboot tu bohat hoon magar pathar to nahi!
(4)
Humain to kb se pta tha k "TU' bewafa hai Dost!
Tujhe Chaha is liay k shaiyd teri fitrat badal jaye!
Bookmarks