Ek Diya Dil Main jalana b Bhujha b daina
Yaad krna b USY ,Bhula B DAINA
kIYA kHAOUN YE MARI CHAHAT HAI K NAFRAT US KI
Naam LIKHNA b mara ,likh k mita b daina
Phir na milnay ko bichrta tou hon tujh se lakin
Murh k daikhoun tou paltnay ki dwa b daina
Khat b likhna usy mayoos b rahna us se
jurm krna b magr khud ko saza b daina
Mujh ko rasmoon ka takaluf bhi gawara lakin
jee main aye tou ye dewaar b gira daina
Us se mansoob kr b laina puranay qisay
us k baaalon main naya phool saja b daina
Suraat e naqash e qadm , Dasht main rahna ...
Apnay honay se na honay ka pata b daina ...
Bookmarks