Kuch baat karo
teri baat chale
meri raat katte
baat karo us basti ki
badal,barish or masti ki
yah baat karo us bandhan ki
payal or kangan ki
yah baat karo un sapno ki
jinhe tum be socha karte ho
khwabo mai dekha karte ho
yah baat karo hawa mai urte anchal ki
jo jab lehraye kuch yaad dilaye
tera chain churaye,teri nend uraye
tum mujh se kaho
kuch baat karo
teri baat chale ,meri raat kate!!!!!
Bookmarks