Jab se Us ne Sahar ko Chora,hr rassta Sunsaan Howa
aPNA KIYA hai,saray Sahar ka ek jaisa Nuqsaan howa
ye dil ,ye Assaaab ki nagari ,mukn soochon wahmon ka
Soch raha hon is Nagri main Tou kb se Mahmaan howa?
Sahra ki mou zor hawain "Auron "se Mansoob hoin
Muft main hum awaara tharay ,muft main ghar viraan howa
Maray Haal pe hairat kaisi,drd k tanaha mosum main
Pathr b ro paraty hain ,Insaan tou phir Insaan howa
ITN Dair main Ujhry dil per kitne mhshr beet gaye
Jitni Diar main Tujh ko Pa kr KHONAY ka Imkaan howa
Kl tk jis k gird tha raqsaan ek hajoom sitaaron ka
AAJ usi ka tanha pa kr main tou bht hiraan howa
us k zakham chupa kr rakhain khud us shakhus ki nazron se
us se kaisa sikhwa kijian Wo tiu abi NADAAN howa
jin ASHKON ki phiki lou ko hum BYKAAR samjhty thay !
us AShkon se Kitna Roshan ek tareek Makkaan howa
youn b km amiz tha WOH is SHAR k logon main
lakin maray sa,mnay aa kr aur b kuch ANJAAN howa...
Bookmarks