Bujhnay lag jain to phr shamain jala di jain
meri aankhai
Bujhnay lag jain to phr shamain jala di jain
meri aankhai
Bujhnay lag jain to phr shamain jala di jain
meri aankhain mere dushman ko laga di jain
be hunr loog kahan harf ki sachai kahan
ab kitabain kisi darya men baha di jain
un ki pehchaan ka dukh jaan se guzr jata hai
ye shabeehain sir e aaina ganwa di jaina
ab bicharnay ka saleeqa hai na milnay ka hunar
ishq men tuhmatain aain to bhula di jain
ya to khursheed chamakta rahay peshaani men
ya lakeerain mere mathay ki mita di jain
kitni bholi hui batain hamain aaj us ki Oye Hoye
yaad aai hain to ab us ko bata di jain
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks