ab hath duaa ko uthtey hain,
Alfaaz kahin kho jatey hain,
Bas dhyan tumhara rehta hai,
Aur aansu behtey rehtey hain,
Har khuab tumhara poora ho,
Us Rabb ki minnat karti hun,
Main aisi mohabbat karti hun,
Tum kesi mohabbat kartey ho??